Friday, 31 July 2015
Jab kisi se koi vaada wafa karta hai..
By Jessica Hayden06:16poetry blog, poetry forum, poetry images, Ranjish.comHaroon, Roman Urdu Poetry, Sad Urdu Poetry, Urdu, Urdu poetryNo comments

Jab kisi se koi vaada wafa karta hai,
Kaamp uthta hoon ke mere sa hi anjaam na ho..
The post Jab kisi se koi vaada wafa karta hai.. appeared first on Ranjish.com...
Thursday, 30 July 2015
Ussey kehna ke laut aye, Mohabbat awaz deti hai..
By Jessica Hayden05:19poetry blog, poetry forum, poetry images, Ranjish.comHaroon, Roman Urdu Poetry, Sad Urdu Poetry, Urdu, Urdu poetryNo comments

Ussey kehna ke laut aye,
Mohabbat awaz deti hai,
Tujhe phir se bulati hai,
Jo tu ne saath dekhe they,
Woh sapne sajaati hai,
Woh phoolon pe ruki shabnam
Tumhari raah takti hai,
Tumhe waapis bulaati hai,
Woh jugnu ab bhi kehte hain,
Teri ankhen jo unse sawaal karti theen,
Ussey jawab dene hain,
Saarey hisaab dene hain,
Kabhi to mujh ko kehne do,
Ke...
Tuesday, 28 July 2015
Ab jiss tarff se chaahe guzar jaye kaarvaan..
By Jessica Hayden09:35poetry blog, poetry forum, poetry images, Ranjish.comHaroon, Roman Urdu Poetry, Sad Urdu Poetry, Urdu, Urdu poetryNo comments

Ab jiss tarff se chaahe guzar jaye kaarvaan,
Veeraaniyan to meri dil main utar gayin..
The post Ab jiss tarff se chaahe guzar jaye kaarvaan.. appeared first on Ranjish.com...
Monday, 27 July 2015
Jiss ke naseeb main hon zamane ki thokrain..
By Jessica Hayden09:18poetry blog, poetry forum, poetry images, Ranjish.comHaroon, Roman Urdu Poetry, Sad Urdu Poetry, Urdu, Urdu poetryNo comments

Jiss ke naseeb main hon zamane ki thokrain,
Us badnaseeb se na sahaaron ki baat kar..
The post Jiss ke naseeb main hon zamane ki thokrain.. appeared first on Ranjish.com...
Sunday, 26 July 2015
Jab tum they meri shaam main tha subah ka aalam..
By Jessica Hayden08:02poetry blog, poetry forum, poetry images, Ranjish.comHaroon, Roman Urdu Poetry, Sad Urdu Poetry, Urdu, Urdu poetryNo comments

Jab tum they meri shaam main tha subah ka aalam,
Tum jab se gaye shaam jhalakti hai sehar main..
The post Jab tum they meri shaam main tha subah ka aalam.. appeared first on Ranjish.com...
Saturday, 25 July 2015
Ab jo dekhen to koi aesi barri baat na thi..
By Jessica Hayden10:28poetry blog, poetry forum, poetry images, Ranjish.comHaroon, Roman Urdu Poetry, Sad Urdu Poetry, Urdu, Urdu poetryNo comments

Ab jo dekhen to koi aesi barri baat na thi,
Yeh shab-o-roz, maah-o-saal ka pur-paich safar,
Qadrey asaan bhi ho sakta tha,
Yeh jo har morr pe kuch uljhe huye raste hain,
In main tarteeb ka imkaan bhi ho sakta tha,
Hum zara dheyaan se chalte to woh ghar,
Jis ke baam-o-dar-o-deewar pe veerani hai,
Jiss ki har subah main shaamon ki pareshaani hai,
Uss...
Friday, 24 July 2015
Judaayiyan to yeh maana barri qayamat hain..
By Jessica Hayden05:33poetry blog, poetry forum, poetry images, Ranjish.comHaroon, Roman Urdu Poetry, Sad Urdu Poetry, Urdu, Urdu poetryNo comments

Judaayiyan to yeh maana barri qayamat hain.
Rafaaqton main dukh kis qadar hain kya kehne..
The post Judaayiyan to yeh maana barri qayamat hain.. appeared first on Ranjish.com...
Thursday, 23 July 2015
Aaney ki itlaah main guzri tamaam raat..
By Jessica Hayden06:33poetry blog, poetry forum, poetry images, Ranjish.comHaroon, Roman Urdu Poetry, Sad Urdu Poetry, Urdu, Urdu poetryNo comments

Aaney ki itlaah main guzri tamaam raat,
Aayi jo subah khawhish-e-deedaar bhi gayi..
The post Aaney ki itlaah main guzri tamaam raat.. appeared first on Ranjish.com...
Wednesday, 22 July 2015
Jheel achi, kanwal acha ke jaam acha hai..
By Jessica Hayden07:10poetry blog, poetry forum, poetry images, Ranjish.comHaroon, Roman Urdu Poetry, Sad Urdu Poetry, Urdu, Urdu poetryNo comments

Jheel achi, kanwal acha ke jaam acha hai,
Teri aankhon ke liye kon sa naam acha hai..
The post Jheel achi, kanwal acha ke jaam acha hai.. appeared first on Ranjish.com...
Tuesday, 21 July 2015
Aur kuch nahin rehta, Teri yaad rehti hai…
By Jessica Hayden12:35poetry blog, poetry forum, poetry images, Ranjish.comHaroon, Roman Urdu Poetry, Sad Urdu Poetry, Urdu, Urdu poetryNo comments

Zehen ke khayalon main,
Rooh ke ujaalon main,
Zindagi ki jheelon main,
Zaat ki faseelon main,
Rat.jagon ke daaman main,
Dil ke khushk sehraa main,
Chashm-e-tar ke ke daryaa main,
Dard ke jahaan main bhi,
Ashk-e-be.zubaan main bhi,
Aur kuch nahin rehta,
Teri yaad rehti hai..
The post Aur kuch nahin rehta, Teri yaad rehti hai… appeared first on Ra...
Monday, 20 July 2015
Aayi hogi kissi ko hijr main maut..
By Jessica Hayden10:58poetry blog, poetry forum, poetry images, Ranjish.comHaroon, Roman Urdu Poetry, Sad Urdu Poetry, Urdu, Urdu poetryNo comments

Aayi hogi kissi ko hijr main maut,
Mujh ko tou neend bhi nahi aati..
The post Aayi hogi kissi ko hijr main maut.. appeared first on Ranjish.com...
Tujh ko paanay ki aarzu karna..
By Jessica Hayden01:08poetry blog, poetry forum, poetry images, Ranjish.comHaroon, Roman Urdu Poetry, Sad Urdu Poetry, Urdu, Urdu poetryNo comments

Tujh ko paanay ki aarzu karna,
Aandhiyon main diya jalaana tha..
The post Tujh ko paanay ki aarzu karna.. appeared first on Ranjish.com...
Jahan sawaal ke badle sawaal hota hai..
By Jessica Hayden00:34poetry blog, poetry forum, poetry images, Ranjish.comHaroon, Roman Urdu Poetry, Sad Urdu Poetry, Urdu, Urdu poetryNo comments

Jahan sawaal ke badle sawaal hota hai,
Wahaan mohabton ka zawaal hota hai,
Kissi ko apnaa banana hunnar hi sahi,
Kisi ke ban ke rehna kamaal hota hai..
The post Jahan sawaal ke badle sawaal hota hai.. appeared first on Ranjish.com...
Sunday, 19 July 2015
Aaj bohat saalon baad maine eid manayi hai..
By Jessica Hayden08:55poetry blog, poetry forum, poetry images, Ranjish.comHaroon, Roman Urdu Poetry, Sad Urdu Poetry, Urdu, Urdu poetryNo comments

Aaj bohat saalon baad maine eid manayi hai,
us ne khusbhuu ke jhoolon main
phoolon ki khawhishen bhejin,
us ne taaron ki thandi chaaon,
aur khawbon ki titliyaan bhejin,
aik vaada-e-fardaa bheja us ne,
saath nibhaane ka,
chorr na jaane ka,
Mujhe maloom hai woh behlaata hai,
mujh ko sataata hai,
magar us ke sapnon se,
uss ke waadon se,
maine aik duniya...
Friday, 17 July 2015
Khushi ke geet gaao eid aayi hai..
By Jessica Hayden09:49poetry blog, poetry forum, poetry images, Ranjish.comHaroon, Roman Urdu Poetry, Sad Urdu Poetry, Urdu, Urdu poetryNo comments

Khushi ke geet gaao eid aayi hai,
Hanssi labon pe sajaao eid aayi hai,
Parinde bolte hain dil ki baat karte hain,
Tum apna haal sunaao eid aayi hai,
Fizaa main rang hain aur rang dilnasheen,
Nazzar se dil main bassaao eid aayi hai,
Khille hain phool aur mehek rahi hai fizaa,
Dilon ke ranjj mittaao eid aayi hai,
Chalo ke dil ki udaasi ko hatam karte...
Iss eid pr bhi na mil sake to kya hua dosto..
By Jessica Hayden05:04poetry blog, poetry forum, poetry images, Ranjish.comHaroon, Roman Urdu Poetry, Sad Urdu Poetry, Urdu, Urdu poetryNo comments

Iss eid pr bhi na mil sake to kya hua dosto,
Jazzbon main khuluus ho to eiden hazaar hain..
The post Iss eid pr bhi na mil sake to kya hua dosto.. appeared first on Ranjish.com...
Thursday, 16 July 2015
Uss se milna to ussey eid mubarak kehna…
By Jessica Hayden10:29poetry blog, poetry forum, poetry images, Ranjish.comHaroon, Roman Urdu Poetry, Sad Urdu Poetry, Urdu, Urdu poetryNo comments

Uss se milna to ussey eid mubarak kehna,
Yeh bhi kehna meri eid mubaarak kar de..
The post Uss se milna to ussey eid mubarak kehna… appeared first on Ranjish.com...
Aap idar aaye udhar deen aur emaan geya..
By Jessica Hayden07:04poetry blog, poetry forum, poetry images, Ranjish.comHaroon, Roman Urdu Poetry, Sad Urdu Poetry, Urdu, Urdu poetryNo comments

Aap idar aaye udhar deen aur emaan geya,
Eid ka chaand nazar aaya to ramzaan geya..
The post Aap idar aaye udhar deen aur emaan geya.. appeared first on Ranjish.com...
Wednesday, 15 July 2015
Kaheen koi eid na kar le abhi ramzaan baaqi hai..
By Jessica Hayden07:19poetry blog, poetry forum, poetry images, Ranjish.comHaroon, Roman Urdu Poetry, Sad Urdu Poetry, Urdu, Urdu poetryNo comments

Hattaa kar zulf chehre se na chhat pr shaam ko ana,
Kaheen koi eid na kar le abhi ramzaan baaqi hai..
The post Kaheen koi eid na kar le abhi ramzaan baaqi hai.. appeared first on Ranjish.com...
Tuesday, 14 July 2015
Ik shart pe kheloon gi piyaa pyaar ki baazi..
By Jessica Hayden09:13poetry blog, poetry forum, poetry images, Ranjish.comHaroon, Roman Urdu Poetry, Sad Urdu Poetry, Urdu, Urdu poetryNo comments

Ik shart pe kheloon gi piyaa pyaar ki baazi,
Jeeton to tujhe paaon haaruun to piyaa teri..
The post Ik shart pe kheloon gi piyaa pyaar ki baazi.. appeared first on Ranjish.com...
Monday, 13 July 2015
Iss eid pe tujh ko main kya bhejoon..
By Jessica Hayden05:57poetry blog, poetry forum, poetry images, Ranjish.comHaroon, Roman Urdu Poetry, Sad Urdu Poetry, Urdu, Urdu poetryNo comments

Iss eid pe tujh ko main kya bhejoon,
koi jugnuu,
koi taara,
koi sapnaa bhejoon ?
Koi phool bhejoon ad’khilaa se,
koi umeed,
koi aas,
koi nazaara bhejoon ?
Chaand bhejoon tujhe is eid pr dilbar,
ik khushbuu,
ik rang ka istaara bhejoon ?
Aye mere meherbaan,
roshni ki rang ki muskaan bhejoon ?
ya qauss-o-qazaa ki uthaan bhejoon ?
Apni aankh ka koi moti...
Sunday, 12 July 2015
Woh paagal larrki ab sudharti jaa rahi hai….
By Jessica Hayden11:18poetry blog, poetry forum, poetry images, Ranjish.comHaroon, Roman Urdu Poetry, Sad Urdu Poetry, Urdu, Urdu poetryNo comments

Shokhiyaan chorr di us ne abb ke,
Har rang main udaasi ghulti ja rahi hai,
Uss roothne wale se kaho dekh le aa kar,
Woh paagal larrki ab sudharti jaa rahi hai..
The post Woh paagal larrki ab sudharti jaa rahi hai…. appeared first on Ranjish.com...
Saturday, 11 July 2015
Ik aaalam-e-hijraan hi ab hum ko pasand aaya..
By Jessica Hayden00:16poetry blog, poetry forum, poetry images, Ranjish.comHaroon, Roman Urdu Poetry, Sad Urdu Poetry, Urdu, Urdu poetryNo comments

Ik aaalam-e-hijraan hi ab hum ko pasand aaya,
Yeh khaana-e-viraaan hi ab hum ko pasand aaya,
Benaaam-o-nishaan rehna ghurbat ke ilaaqe main,
Yeh sheher bhi dilkash tha tab hum ko pasand aaya,
Tha laal hua manzar suuraj ke nikalne se,
Woh waqt tha woh chehra jab hum ko pasand aaya,
Hai qataa-e-talluq se dil khush to bohat apna,
Ik hadh hi banaa lena...
Friday, 10 July 2015
Jin ki nazron main hum nahin achey..
By Jessica Hayden22:40poetry blog, poetry forum, poetry images, Ranjish.comHaroon, Roman Urdu Poetry, Sad Urdu Poetry, Urdu, Urdu poetryNo comments

Jin ki nazron main hum nahin achey,
Kuch to woh log bhi buray hon ge..
The post Jin ki nazron main hum nahin achey.. appeared first on Ranjish.com...
Roshni meri bohat door tak jaye gi..
By Jessica Hayden00:36poetry blog, poetry forum, poetry images, Ranjish.comHaroon, Roman Urdu Poetry, Sad Urdu Poetry, Urdu, Urdu poetryNo comments

Roshni meri bohat door tak jaye gi,
Shart yeh hai ke saleeqe se jalao mujh ko..
The post Roshni meri bohat door tak jaye gi.. appeared first on Ranjish.com...
Thursday, 9 July 2015
Mera dil ik masoom sa bacha..
By Jessica Hayden10:33poetry blog, poetry forum, poetry images, Ranjish.comHaroon, Roman Urdu Poetry, Sad Urdu Poetry, Urdu, Urdu poetryNo comments

Mera dil ik masoom sa bacha,
Tujhe sochta hai sharaarat ki tarah..
The post Mera dil ik masoom sa bacha.. appeared first on Ranjish.com...
Wednesday, 8 July 2015
Musalssal hon mulaqaaten to dilchasspi nahin rehti..
By Jessica Hayden10:03poetry blog, poetry forum, poetry images, Ranjish.comHaroon, Roman Urdu Poetry, Sad Urdu Poetry, Urdu, Urdu poetryNo comments

Musalssal hon mulaqaaten to dilchasspi nahin rehti,
Be-tarteeb yaraaney barre rangeen hote hain..
The post Musalssal hon mulaqaaten to dilchasspi nahin rehti.. appeared first on Ranjish.com...
Zulf dekhi hai nazron ne ya ghatttaa dekhi hai.
By Jessica Hayden06:37poetry blog, poetry forum, poetry images, Ranjish.comHaroon, Roman Urdu Poetry, Sad Urdu Poetry, Urdu, Urdu poetryNo comments

Zulf dekhi hai nazron ne ya ghattaaa dekhi hai,
Arey lutt geya jis ne bhi Mohammad ki adaa dekhi hai,
Apne chehre ko na chupaana aye mere aaqa,
Ke baad muddat ke mareezon ne shifaa dekhi hai..
The post Zulf dekhi hai nazron ne ya ghatttaa dekhi hai. appeared first on Ranjish.com...
Tuesday, 7 July 2015
Khuda jane bichar ke mujh se kis ka humsafar ho ga..
By Jessica Hayden12:20poetry blog, poetry forum, poetry images, Ranjish.comHaroon, Roman Urdu Poetry, Sad Urdu Poetry, Urdu, Urdu poetryNo comments

Khuda jane bichar ke mujh se kis ka humsafar ho ga,
Hain jis ke waastey muddat se muntazir aankhain..
The post Khuda jane bichar ke mujh se kis ka humsafar ho ga.. appeared first on Ranjish.com...
Monday, 6 July 2015
Bandagi ka meri andaaz juda hota hai..
By Jessica Hayden12:04poetry blog, poetry forum, poetry images, Ranjish.comHaroon, Roman Urdu Poetry, Sad Urdu Poetry, Urdu, Urdu poetryNo comments

Bandagi ka meri andaaz juda hota hai,
Mera kaaba mere sajdon main chupa hota hai..
The post Bandagi ka meri andaaz juda hota hai.. appeared first on Ranjish.com...
Khayal-e-yaar me mujh ko yunhi madhosh rehne do..
By Jessica Hayden00:49poetry blog, poetry forum, poetry images, Ranjish.comHaroon, Roman Urdu Poetry, Sad Urdu Poetry, Urdu, Urdu poetryNo comments

Khayaal-e-yaar main mujh ko yunhi madhosh rehne do,
Na poocho raat ka qissa mujhe khamosh rehne do,
Sunaya vasl ka qissa to mere dost yoon bole,
Kahan tum kahan us ki haseen aghosh rehne do,
Mujhe maloom hai us ne mera hona nahin lekin,
Meri umeed mat torro mujhe pur-josh rehne do,
Mohabbat jurm hai mera mujhe iqraar hai iska,
Wafaa ilzaam hai to phir...
Aandhii ki zadd main sham-e-tamanna jalaayi jaye..
By Jessica Hayden00:27poetry blog, poetry forum, poetry images, Ranjish.comHaroon, Roman Urdu Poetry, Sad Urdu Poetry, Urdu, Urdu poetryNo comments

Aandhii ki zadd main sham-e-tamanna jalaayi jaye,
Jis tarah bhi ho laaj junoon ki bachaayi jaye,
Be-aab o be-giyaah hai yeh dil ka dasht bhi,
Ik nehr aansuyon ki yahan bhi bahaayi jaye,
Aajiz hain apne taala-e-bedaar se bohat,
Har raat hum ko koi kahaani sunaayi jaaye,
Sab kuch badal geya hai magar log hain ba-zid,
Mehtaab hi main suurat-e-janaan dikhaayi...
Sunday, 5 July 2015
Jab bhi uss raah se guzro to ik dukh ki kassak..
By Jessica Hayden05:21poetry blog, poetry forum, poetry images, Ranjish.comHaroon, Roman Urdu Poetry, Sad Urdu Poetry, Urdu, Urdu poetryNo comments

Jab bhi uss raah se guzro to ik dukh ki kassak,
Tokti hai ke woh darwaza khulaa hai ab bhi..
The post Jab bhi uss raah se guzro to ik dukh ki kassak.. appeared first on Ranjish.com...
Saturday, 4 July 2015
Ashk-e-ravaan ki nehr hai aur hum hain dosto..
By Jessica Hayden00:42poetry blog, poetry forum, poetry images, Ranjish.comHaroon, Roman Urdu Poetry, Sad Urdu Poetry, Urdu, Urdu poetryNo comments

Ashk-e-ravaan ki nehr hai aur hum hain dosto,
Uss bewafa ka shehr hai aur hum hain dosto,
Yeh ajnabi si manzilein aur raftgaan ki yaad,
Tanhaayiyon kaa zehr hai aur hum hain dost,
Laayi hai ab urraa ke gaye mausmon ki baas,
Barkhaa ki rut ka qehr hai aur hum hain dosto,
Phirte hain misl-e-mauj-e-huaaa shehr mein,
Awaargi ki lehr hai aur hum hain dosto,
Shaam-e-aalam...
Friday, 3 July 2015
Ab is ghar ki abaadi mehmaanon pr hai..
By Jessica Hayden13:11poetry blog, poetry forum, poetry images, Ranjish.comHaroon, Roman Urdu Poetry, Sad Urdu Poetry, Urdu, Urdu poetryNo comments

Ab is ghar ki abaadi mehmaanon pr hai,
Koi aa jaye to waqt guzar jaata hai..
The post Ab is ghar ki abaadi mehmaanon pr hai.. appeared first on Ranjish.com...
Thursday, 2 July 2015
Koi naata na mohabbat ke baraabar niklaa..
By Jessica Hayden05:30poetry blog, poetry forum, poetry images, Ranjish.comHaroon, Roman Urdu Poetry, Sad Urdu Poetry, Urdu, Urdu poetryNo comments

Koi naata na mohabbat ke baraabar nikla,
Toot kar chaha jisse woh sitamgar nikla,
Yoon to har lehar se thi apni shanaasayi bohat,
Samjha saahil jisse woh gham ka samandar nikla,
Rooh main jhaanka to yeh mehsuus hua mujh ko,
Itna zarkhaiz jo lagtaa tha woh banjar nikla,
Narmi hathon main na garmi saanson main magar,
Maine chuu kar ussey dekha to woh...
Wednesday, 1 July 2015
Tasveer mene maangi thi shokhee to dekhiye..
By Jessica Hayden11:45poetry blog, poetry forum, poetry images, Ranjish.comHaroon, Roman Urdu Poetry, Sad Urdu Poetry, Urdu, Urdu poetryNo comments

Tasveer mene maangi thi shokhee to dekhiye,
Ik phool us ne bhej diya hai gulaab ka..
The post Tasveer mene maangi thi shokhee to dekhiye.. appeared first on Ranjish.com...
Yeh kya jagah hai dosto yeh kon sa dayaar hai..
By Jessica Hayden00:34poetry blog, poetry forum, poetry images, Ranjish.comHaroon, Roman Urdu Poetry, Sad Urdu Poetry, Urdu, Urdu poetryNo comments

Yeh kya jagah hai dosto yeh kon sa dayaar hai,
Hadh-e-nigaah tak jahaan ghubhaar hi ghubaar hai,
Har ek jism ruuh ke azaab se nidhaal hai,
Har ek aankh shabnami har ek dil figaar hai,
Humen to apne dil ki dharrknon pe bhi yaqeen nahin,
Khosha woh log jin ko duusron pe aitbaar hai,
Na jis ka naam hai koi na jis ki shakl hai koi,
Ik aisi shai ka kyun...