Mudat’ton se,
Jism ke jhoolay mein dil,
Murdaa bachey ki tarah,
Khamosh hai,
Aur zindagi,
Ik baawli maan ki tarah,
Jhoola jhulaaye jati hai,
Pankhaa hilaaye jati hai..
Friday, 25 April 2014
Home »
poetry blog
,
poetry forum
,
poetry images
,
Roman Urdu Poetry
,
Sad Urdu Poetry
,
Urdu
,
Urdu poetry
,
Urdu ShayariHaroon
» Mudat’ton se, Jism ke jhoolay mein dil..
Mudat’ton se, Jism ke jhoolay mein dil..
Related Posts:
Agar shaoor na ho to bahisht hai duniya..Agar shaoor na ho to bahisht hai duniya,Barre azaab me guzri hai agaahi ke sath..(bahisht:jannat, heaven) … Read More
Sarrkon pe ghoomne ko nikale hain shaam se..Sarrkon pe ghoomne ko nikale hain shaam se,Asaib apne kaam se, hum apne kaam se..… Read More
Main to iss vaaste chup hoon ke tamasha na bane..Main to iss vaaste chup hoon ke tamasha na bane,Tu samajhta hai mujhe tujh se gila kuch bhi nahi..… Read More
Yahin se jaan geya main ke waqt dhalne lage..Yahin se jaan geya main ke waqt dhalne lage,Main thak haar ke betha to pairr jalne lage,Jo de raha tha sahaare to ik hajoom main tha,Jo gir parra to s… Read More
Khawb aankhon se gaye neend raaton se gayi..Khawb aankhon se gaye neend raaton se gayi,Woh gaye to laga zindagi haathon se gayi..… Read More
0 comments:
Post a Comment