This is default featured slide 1 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.This theme is Bloggerized by Lasantha Bandara - Premiumbloggertemplates.com.

Friday, 31 October 2014

Zindagi se eik yehi gila hai mujhe..

Zindagi se eik yehi gila hai mujhe,Tu bohat dair se mila hai mujhe,Tu mohabbat se koi chaal to chal,Haar jaane ka hausla hai mujhe,Humsafar chahiye hajoom nahin,Aik musaafir bhi qafila hai mujhe,Lab kusha hoon to iss yakeen ke sath,Qatal hone ka hosla hai mujhe,Kon jaane ke chahton mein Faraz,Kya ganwaya kya mila hai mujh...

Ab to mehfil se bhi hota nahi gham ka ilaaj..

Ab to mehfil se bhi hota nahi gham ka ilaaj,Pehle tanhaayi bhi dukh baant liya karti th...

Us waqt intizaar ka aalam na poochiye..

Us waqt intizaar ka aalam na poochiye,Jab koi baar baar kahe, aa raha hoon mai...

Aaye to yoon ke jaise hamesha they meherbaan..

Aaye to yoon ke jaise hamesha they meherbaan,Bhoole to yoon ke goya kabhi aashnaa na the...

Thursday, 30 October 2014

Halaat bataayen kya tum ko hum..

Halaat bataayen kya tum ko hum,Halaat se larrte rehte hai...

Kal chohdhveen ki raat thi..

Kal chohdhveen ki raat thi shab bhar raha charcha tera,Kuch ne kaha yeh chaand hai, kuch ne kaha yeh chehra te...

Mohabbat rog hoti hai, kaha bhi tha..

Mohabbat rog hoti hai, kaha bhi tha,Rulaa ke khud bhi roti hai, kaha bhi tha,Tum usey dil ki dharti ka pata mat dena,Yeh is me dard boti hai, kaha bhi tha,Azal se iss ki aadat hai, rulaate rehna,Zamane ko jagaa ke aap soti hai, kaha bhi tha.. ...

Wednesday, 29 October 2014

Kab tak yeh saraabon ka safar karte raho ge..

Kab tak yeh saraabon ka safar karte raho ge,Ab zabt hai dushwaar usey kyun nahin likht...

Jiss tarah se badli hain hath ki lakeeerain..

Jiss tarah se badli hain hath ki lakeeerain Nasir,Mausam ko bhi iss tarah mene badalte nahin dekha...

Dil dharrakne ka sabbab yaad aaya..

Dil dharrakne ka sabbab yaad aaya,Woh teri yaad thi ab yaad aay...

Tuesday, 28 October 2014

Ab koi aarzuu nahi hai baaki..

Ab koi aarzuu nahi hai baaki,Justujuu meri aakhri tum the...

Palat rahi hain sardiyon ki suhani shamein..

Phir palat rahi hain sardiyon ki suhani shamein,Phir us ki yaad main jalne ke zamaane aay...

Itna asaan nahin tha mujh ko bhulaana..

Itna asaan nahin tha mujh ko bhulaana,Uss ne khud ko ganwaa diya ho g...

Monday, 27 October 2014

Diya hai thokron ne sambhalna hausla..

Diya hai thokron ne sambhalna hausla,Har haadsa khayal ko gehraayi de gey...

Laut ke aatey nahin rooth ke jane wale..

Meri chaahat ka takaaza na nibhaane waale,Kitne be-dard hain yeh log zamane waale,Koi apna nahin, matlab ki hai yeh duniya sari,Ab kahan milte hain woh log puraane waale,Main dua’go hoon sadaa neendain mubarik tujjhko,Hijjar ka dard hume de ke jagaane waale,Bas yeh soch ke har baar manaata hoon tujhe,Laut ke aate nahin rooth ke jaane waale,Hamare seeney...

Tu mujhe chorr ke jane laga to yakeen aya hai..

Tu mujhe chorr ke jane laga to yakeen aya hai,Saanson ke siwaa kuch bhi to zaroori nahi hot...

Sunday, 26 October 2014

Ik shakss kitaabon jesa tha..

Ik shakss kitaabon jesa tha,Woh shakss zubaani yaad hu...

Phir saza koi zindagi jaisi…

Hashar main aye khuda na dena,Phir saza koi zindagi jais...

Hum se kya ho sakaa mohabbat mein..

Hum se kya ho sakaa mohabbat mein,Khair tum ne to bewafaayi k...

Saturday, 25 October 2014

Dard jab teri ataa hai to gila kis se karen..

Dard jab teri ataa hai to gila kis se karen,Hijar jab tu ne diya hai to mila kis se karen,Akss jab toot ke bikhra hai tera aayine ke sath,Ho gayi zakhm nazar akss chunaa kis se karen,Main safar main hoon mere sath judai teri,Humsafar gham hain to phir tujh ko juda kis se karen,Khil uthen gull ya khulain dast-e-hanaayi tere,Har tarf tu hai to phir tera...

Tanhaayiyan kuch is tarah se ddasne lagi mujhe..

Tanhaayiyan kuch is tarah se ddasne lagi mujhe,Main aaj apne paaon ki aaahat se ddar gey...

Friday, 24 October 2014

Kami nahi hai kisi cheez ki magar..

Kami nahi hai kisi cheez ki magar,Akela beth ke roya hoon zaar zaar boha...

Koi to hai mere andar mujhe sambhale huye..

Koi to hai mere andar mujhe sambhale huye,Ke be’qaraar sa ho kar bhi barqaraar hoon mai...

Zindagi shaam se pehle hi agar thak jaye..

Zindagi shaam se pehle hi agar thak jaye,Khawb ankhon mein jo paltey hain kidar jaye...

Thursday, 23 October 2014

Jo bhi de ga mera khuda de ga..

Aadmi aadmi ko kya de ga,Jo bhi de ga mera khuda de ga,Mera qaatil hi mera munsib* hai,Kya mere haq mein faisla de g...

Kisi bache ke khilone jaisa..

Kisi bache ke khilone jaisa,Mera hona bhi na hone jais...

Apni baaton pe woh qaayem nahin rehta..

Apni baaton pe woh qaayem nahin rehta Tabish,Uss ke inkaar ko inkaar na samjhaa jay...

Wednesday, 22 October 2014

Choti si aik naao banane ki dair hai..

Choti si aik naao* banane ki dair hai,Daryaa ke paar bas mere jaane ki dair hai,Aik pal main jaag jaye ga soya hua mehal,Phir se qadeem geet sunane ki dair hai,Shehzaadi chal parre gi mere sath khud’bakhud,Uss se to sirf aankh milane ki dair hai,Qaleen baadlon main urre ga humain liye huye,Qadmon main aik baar bichaane ki dair hai,Sar pe hamare ho...

Main chahta hi nahin usey lajawaab karna..

Main chahta hi nahin usey lajawaab karna,Jawaab to mere pass har sawaal ka th...

Dil ke sehraa mein kab aalam-e-tanhai hai..

Dil ke sehraa mein kab aalam-e-tanhai hai,Jab bhi dekha teri tasveer nazar aayi ha...

Tuesday, 21 October 2014

Kabhi yaad aye to poochna apni khalwat-e-sham se..

Kabhi yaad aye to poochna zara apni khalwat*-e-sham se,Kise ishq tha teri zaat, kise pyar tha tere naam se,Zara yaad kar ke woh kon tha kabhi tujhe bhi aziz tha,Woh jo mar mitta tere naam pe, woh jee utha tere naam se,Humein be’rukhi ka nahin gila, ke yehi wafaaon ka hai silla,Magar aesa jurm tha konsa, ke gaye hum duaa-o-sallaam se,Na kabhi visaal...

Miloon kisi se bhi woh darmiyaan rehta hai..

Miloon kisi se bhi woh darmiyaan rehta hai,Woh jo mila nahin, ussi ka dheyaan rehta ha...

Mujhe kisi se koi gharzz nahin..

Mujhe kisi se koi gharzz nahin,mujhe kaam hai apne kaam se,Teri zikar se, teri fikkar se,Teri yaad se, tere naam s...

Monday, 20 October 2014

Bohat umeed rakhna aur phir be’aas hona bhi..

Bohat umeed rakhna aur phir be’aas hona bhi,Insaan ko maar deta hai bohat ehsaas hona bh...

Ab ke tajdeed-e-wafaa ke nahin imkaan jaana’n..

Ab ke tajdeed-e-wafaa ke nahin imkaan jaana’n,Yaad kya tujh ko dilaayen tera paimaan jaana’n,Yoon hi mausam ki adaa dekh ke yaad aaya hai,Kis qadar jald badal jaate hain insaan jaana’n,Zindagi teri ataa thi, so tere naam ki hai,Hum ne jese bhi bassar ki tera ehsaan jaana’n,Dil yeh kehta hai ke shayed ho afsurda tu bhi,Dil ki kya baat karen dil to hai...

Haan mohabbat tamaam us pe hui..

Haan mohabbat tamaam us pe hui,Ab jo ho gi woh dil lagi ho g...

Hamare paaon mein to tum ne zanjeer-e-wafaa daali..

Hamare paaon mein to tum ne zanjeer-e-wafaa daali,Tumhaare hath se kyon rishta mehr-o-karam choott...

Sunday, 19 October 2014

Saanson ke silsle ko na do zindagi ka naam..

Saanson ke silsle ko na do zindagi ka naam,Jeene ke bawjood bhi kuch log mar gay...

Suna hai, ishq naam ke guzre hain ik buzurg..

Suna hai, ishq naam ke guzre hain ik buzurg,Hum log bhi mureed* ussi silsille ke hain..(mureed:followers)...

Itna likhoon ga tere baad tere baarey mein..

Itna likhoon ga tere baad tere baarey mein,Aaney walon ne tujhe pehle se dekha ho g...

Saturday, 18 October 2014

Koshish ke baawjood yeh ilzaam reh geya..

Koshish ke baawjood yeh ilzaam reh geya,Har kaam main hamesha koi kaam reh geya,Uth uth ke masjidon se nimaazi chale gaye,Dehshat gardo’n ke hath mein Islam reh gey...

Hamare ghar ki deewaron pe Nasir..

Hamare ghar ki deewaron pe Nasir,Udaasi baal khole so rahi ha...

Tum paas nahin ho to ajab haal hai dil ka..

Tum paas nahin ho to ajab haal hai dil ka,Yoon jese kuch rakh ke main kahin bhool gayi hoo...

Banaya hai tinkon se ik aashiyana..

Banaya hai tinkon se ik aashiyana,Kharri hoon abhi tak ussi ke sahaar...

Har sazaa qabool ki sar jhukaa ke hum ne..

Har sazaa qabool ki sar jhukaa ke hum ne,Qasoor bas yeh tha ke be’qasoor they hu...

Friday, 17 October 2014

Hum ne har saans mohabbat pe fidaa ki hai..

Hum ne har saans mohabbat pe fidaa ki hai,Har duaa main teri chahat ki iltijaa ki hai,Tum kya karo ge mohabbat ki intihaa,Hum ne to ibtidaa hi intihaa se ki ha...

Lehjaa-e-yaar mein zeher hai bicchhuu ki tarah..

Lehjaa-e-yaar mein zeher hai bicchhuu ki tarah,Woh mujhe aap to kehta hai magar tuu ki tara...

Kaha tha na yoon sote huye mat chorr ke jana..

Kaha tha na keyoon sote huye mat chorr ke janaMujhe beshak jaga dena bata denaTumhain rasta badlna haiMeri had se nikalna haiTo tumhain kis baat ka dar thaMain tumhain jane nahi detakahin pe qaid kar letaArey pagalmohabbat ki tabiyat me zabrdasti nahi hotiJise rasta badlna housy rasta badlne seJise had se nikalna housey had se nikalne seNa koi rok...

Zindagi tera bhi ehsaan kyun reh jaye..

Zindagi tera bhi ehsaan kyun reh jaye,Tu bhi le ja iss khaak se hissa apn...

Thursday, 16 October 2014

Gham-e-shaoor koi damm to mujh ko mohlat de..

Gham-e-shaoor koi damm to mujh ko mohlat de,Tamaam umar jalaya hai apna jee mein...

Tooti phooti ik kashti aur khushhk samandar..

Tooti phooti ik kashti aur khushhk samandar dekha tha,Kal shab mene jhaank ke shayed apne andar dekha t...

Hum hi thehre sazaa-vaar aur khata’aa kuch bhi nahin..

Hum hi thehre sazaa-vaar aur khata’aa kuch bhi nahin,Tu kya samajhta hai tere baad hua kuch bhi nahin,Yaad jab aayi teri yaad raha kuch bhi nahin,Dil ne bass aaah bhari aur kaha kuch bhi nahin,Waqt ki tarah yeh saansain bhi rawaa’n hain ab tak,Ik bass ashhk tha main aur rukaa kuch bhi nahin,Hath se hath churra kar gaye jab se tum,Mene us waqt se in...

Sharminda to nahin meri wafaa saaqi..

Shiddat-e-gham se sharminda to nahin meri wafaa saaqi,Rishte jin se gehre hon, zakham un se gehre milte hai...

Wednesday, 15 October 2014

Hazaaron manzilen hon gi hazaron karwaan hon ge..

Hazaaron manzilen hon gi hazaron karwaan hon ge,Bahaarein hum ko dhoonde gi, na jane hum kahan hon g...

Jo dil main hai ankhon ke hawaale nahin karna..

Jo dil main hai ankhon ke hawaale nahin karna,Khud ko kabhi khawbon ke hawaale nahin karna,Iss umar main khush’fehmiyan achi nahin hotin,Iss umar ko vaaadon ke hawaale nahin karn...

Tuesday, 14 October 2014

Khoob nibhegi hum dono mein, mere jesa tu bhi hai..

Khoob nibhegi hum dono mein, mere jesa tu bhi hai,Thora jhoota main bhi hoon, thora jhoota tu bhi ha...

Andaaz acha hai december tere aaney ka..

Halki halki si ssard hawaa, zara sa dard-e-dil,Andaaz acha hai december tere aaney k...

Wohi hain hum, magar tere baghair..

Hai duniya wohi, wohi hain hum, magar tere baghair,Soonay sooonay se hain yeh subah shaam tere baghair,Chorr kar is haal mujhe mein aye jaaney waley,Bojhh kitna hai dil-e-nadaan per tere baghai...

Baat baat pe muskurate ho kyun baar baar..

Baat baat pe muskurate ho kyun baar baar,Jaan lene ke tareekey to aur bhi hai...

Monday, 13 October 2014

Us ke aakhri alfaaz yehi they..

Haan yaad aya, us ke aakhri alfaaz yehi they,Ab jee sako to jee lena, pr mar jao to behtar ha...

Ab eid manaata koi nahin..

Saarey sheher mein,Kal eid thi,Baarish mein bheegi thi,Ke shayed royi thi,Bohat udaas eid thi,Usey bhi shayed kisi ki,Tamanaa-e-deed thi,Be’kal si mere ghar ke aas paas,Pareshaan phir rahi thi,Dil per parre aahini qufl*,Dar per dikhayi diye hon ge,Jo aangan main jhaanka to,Be’hanaayi hath,Binaa kisi ke sath,Na ghar ki sajaawatt,Na rangeen poshaak*,Dekh...

Log muntazir hi rahe hamare toot jaane ke..

Log muntazir hi rahe hamare toot jaane ke,Aur hum zabt karte karte pathar ke ho gay...

Phir na himmat huyi sawaalon ki..

Phir na himmat huyi sawaalon ki,Itna mukhtssir jawaab mila...

Sunday, 12 October 2014

Aye hasrat-e-deedaar yeh kya raaz hai akhir..

Aye hasrat-e-deedaar yeh kya raaz hai akhir,Ke woh samne aatey hain to dekha nahin jaat...

Chunne gaye jab se meri palkon se khwab saare..

Chunne gaye jab se meri palkon se khwab saare,Pareshaan hain dil-o-nazar ke mahtaab saare,Kis qadar an’khille aur be’rang they,Dekho yeh sard mausmon ke gulaab saare,Tum to thehre sehel raaston ke musaafir,Woh raaste bhi to azaab saare,Fareb-e-nazar to kabhi noor-e-nazar,Bakhshe hain tu ne hi to khitaab saare,Tumhen yaad hain chaahton ke puraane...

Hum ko jeevan guzaarne ke liye..

Hum ko jeevan guzaarne ke liye,Dard ka sath bhi ghaneemat* hai..(ghaneemat;jo kismat se mil jaye)...

Khushbuu mere daaman se lippti hai..

Tumhari yaad ki khushbuu mere daaman se lippti hai,Barra acha sa lagta hai tumhe hi sochte rehna...

Meri chup ne usey rulaa diya..

Mere hamsafar ka yeh hukam tha,Ke kalaam us se kamm karoon,Mere hontt aese sille ke phir,Meri chup ne usey rulaa diy...

Saturday, 11 October 2014

Tere gham ke siwaa zamane mein..

Tere gham ke siwaa zamane mein,Kon se gham ka ilaaj nahe...

Aghaaz-e-ishq to khoob tha yaaro kya kahoon..

Aghaaz-e-ishq to khoob tha yaaro kya kahoon,Pehle to thi dil lagi ab dil pe ja lag...

Lamha lamha guzar jaata hai kabhi aik aik saal..

Lamha lamha guzar jaata hai kabhi aik aik saal,Kabhi lamhe ki tarah saal guzar jaata hai,Kabhi narmi, kabhi sakhti, kabhi ujlat, kabhi dair,Waqt aye dost, beherhaal* guzar jaata hai..(beherhaal;somehow)...

Kuch samajh nahin aati sheher ke logon ki..

Kuch samajh nahin aati sheher ke logon ki,Yunhi rooth jaate hain aayina dikhane pe...

Khud main uljhi uljhi hai..

Khud main uljhi uljhi hai,Per baalon ko suljhaay...

Meri yaadon ne usey khoob rulaya hoga..

Kitni aziyat se us ne mujh ko bhulaya hoga,Meri yaadon ne usey khoob rulaya hoga,Baat be-baat aankh us ki chhalki ho gi,Us ne chehre ko baazuon mein chupaya hoga,Socha ho ga us ne din mein keyi baar mujhe,Naam hatheli per bhi likh likh kar mittaya ho ga,Jahan us ne kahin mera zikr suna ho ga kisi se,Us ki aankhon mein koi aansu to aaya hoga,Raat ke...

Yeh kaisa khawb tha dharrka sa lag geya dil ko..

Yeh kaisa khawb tha dharrka sa lag geya dil ko,Ke aik shakss pareshaan meri talaash main ha...

Dukh bhi deta hai woh dawaa bhi deta hai..

Dukh bhi deta hai woh dawaa bhi deta hai,Mujhe woh mohabbat karne ki sazaa bhi deta hai,Main yaad karoon to usey yaad aati hai meri,Warna aksar woh mujhe bhulaa bhi deta ha...

Bohat se alfaaz hain mujh me kitabon ki tarah..

Bohat se alfaaz hain mujh me kitabon ki tarah,Khamosh mizaaji bhi kitaabon se mili hai leki...

Meri yaadon se kuch talkhiyaan bhi theen..

Wabassta meri yaadon se kuch talkhiyaan bhi theen,Achaa kiya jo mujh ko faramosh kar diya...

Dono jahan teri mohabbat mein haar ke..

Dono jahan teri mohabbat mein haar ke,Woh jaa raha hai koi shab-e-gham guzaar k...

Tum mera naam kyun nahin leti….

Sharam, dehshat, jijhakk, pareshaani,Naaz se kaam kyun nahin leti,Aap, woh, ji magar, yeh sab kya hai,Tum mera naam kyun nahin let...

Log toot jaate hain eik ghar banaane main..

Log toot jaate hain eik ghar banaane main,Tum taras nahin khaate bastiyanjalaane mainAur jaam tootenge is sharaab khaane main,Mausmon ke jaane main, mausmon ke aane main,Har dharrakte patthar ko log dil samajhte hain,Umr beet jaati hai dil ko dil banaane main,Fakhta ki majboori ye bhi keh nahin sakti,Kaun saanp rakhta hai uske aashiyane main,Doosri...

Laakh apne gird hifaazat ki lakeerain kheenchoon..

Laakh apne gird hifaazat ki lakeerain kheenchoon,Aik bhi un mein nahin maan ki duaaon jess...

Likh kar hamara naam zameen par mittaa diya..

Likh kar hamara naam zameen par mittaa diya,Un ka khail tha khaak main hum ko milaa diya.....

Friday, 10 October 2014

Lakh apne gird hifaazat ki lakeerain kheenchon..

Lakh apne gird hifaazat ki lakeerain kheenchon,Aik bhi un main nahin maan ki duaaon jesi.....

Meri yaadon ne usey khoob rulaya hoga..

Kitni aziyat se us ne mujh ko bhulaya hoga,Meri yaadon ne usey khoob rulaya hoga,Baat be-baat aankh us ki chhalki ho gi,Us ne chehre ko baazuon mein chupaya hoga,Socha ho ga us ne din mein keyi baar mujhe,Naam hatheli per bhi likh likh kar mittaya ho ga,Jahan us ne kahin mera zikr suna ho ga kisi se,Us ki aankhon mein koi aansu to aaya hoga,Raat ke...

Yeh kaisa khawb tha dharrka sa lag geya dil ko..

Yeh kaisa khawb tha dharrka sa lag geya dil ko,Ke aik shakss pareshaan meri talaash main ha...

Dukh bhi deta hai woh dawaa bhi deta hai..

Dukh bhi deta hai woh dawaa bhi deta hai,Mujhe woh mohabbat karne ki sazaa bhi deta hai,Main yaad karoon to usey yaad aati hai meri,Warna aksar woh mujhe bhulaa bhi deta ha...

Thursday, 9 October 2014

Bohat se alfaaz hain mujh me kitabon ki tarah..

Bohat se alfaaz hain mujh me kitabon ki tarah,Khamosh mizaaji bhi kitaabon se mili hai leki...

Meri yaadon se kuch talkhiyaan bhi theen..

Wabassta meri yaadon se kuch talkhiyaan bhi theen,Achaa kiya jo mujh ko faramosh kar diya...

Dono jahan teri mohabbat mein haar ke..

Dono jahan teri mohabbat mein haar ke,Woh jaa raha hai koi shab-e-gham guzaar k...

Tum mera naam kyun nahin leti….

Sharam, dehshat, jijhakk, pareshaani,Naaz se kaam kyun nahin leti,Aap, woh, ji magar, yeh sab kya hai,Tum mera naam kyun nahin let...

Log toot jaate hain eik ghar banaane main..

Log toot jaate hain eik ghar banaane main,Tum taras nahin khaate bastiyanjalaane mainAur jaam tootenge is sharaab khaane main,Mausmon ke jaane main, mausmon ke aane main,Har dharrakte patthar ko log dil samajhte hain,Umr beet jaati hai dil ko dil banaane main,Fakhta ki majboori ye bhi keh nahin sakti,Kaun saanp rakhta hai uske aashiyane main,Doosri...

Laakh apne gird hifaazat ki lakeerain kheenchoon..

Laakh apne gird hifaazat ki lakeerain kheenchoon,Aik bhi un mein nahin maan ki duaaon jess...

Wednesday, 8 October 2014

Hawaa zidi bohat hai..

Havaa zidi bohat hai,Shaakh per ik phool bhirehne nahin deti,Raaste mein khaak urrati hai,To us ki dhool tak rehne nahin deti,Havaa kyun bhool jati hai,Ke mere rat’jageTera asaasa hain,Hamari jaagti raaton ki saari kirchiyan,Ankhon mein chubhti hain,To kya kuch yaad aata hai,Havaa tujh se jo mumkin ho,To sadiyon ki thakkan,Ashkon se dhone se,Humein...

Mere hissay main kitaaben na khilone aaye..

Mere hissay main kitaaben na khilone aaye,Mere rizzq ne chheena hai mera bachpan mujh s...

Mitt jaye gunaahon ka tassawur hi jahan se..

Mitt jaye gunaahon ka tassawur hi jahan se Iqbal,Agar ho jaye yakeen ke khuda dekh raha ha...

Mujhe lehje badalne se hamesha khauf aata hai..

Mujhe lehje badalne se hamesha khauf aata hai,Ke lehje jab badalte hain koi apna nahin reht...

Tum ne to keh diya ke mohabbat nahin mili..

Tum ne to keh diya ke mohabbat nahin mili,Hum ko to yeh bhi kehne ki fursat nahi mili,Phir ikhtlaaf-e-raaye ki suurat nikal parri,Apni yahan kisi se bhi aadat nahin mil...

Tuesday, 7 October 2014

Aadat mujhe andheron se ddarne ki dal kar..

Aadat mujhe andheron se ddarne ki dal kar,Ik shakss meri zindagi ko raat kar gey...

Mohabbat ko azmaana ho to bas itnaa hi kaafi hai..

Mohabbat ko azmaana ho to bas itnaa hi kaafi hai,Zara sa rooth kar dekho manaaney kon ata ha...

Na sawaal ban kar mila karo, na jawab..

Na sawaal ban kar mila karo, na jawab ban kar mila karo,Meri zindagi mere khawb hain, mujhe khawb ban kar mila karo,Abhi sochna hai to soch lo, abhi chorna hai to chorr do,Naye mausmon mein milo mujhe to gulaab ban kar mila kar...

Monday, 6 October 2014

Phir yoon hua ke raaste yakjaa na ho sake..

Phir yoon hua ke raaste yakjaa na ho sake,Woh bhi anaa parasat they mein bhi anaa parasa...

Woh jis ke liye ankhon ko laal kar daala..

Woh jis ke liye ankhon ko laal kar daala,Usi ne chorr kar mujh ko kamaal kar daal...

Ishq haara hai to dil thaam ke kyun bethe ho..

Ishq haara hai to dil thaam ke kyun bethe ho,Tum to har baat pe kehte they “koi baat nahin...

Sunday, 5 October 2014

Us ke daaway bohat kamaal ke they..

Ranj ke they sabhi malaal ke they,Us ke daaway bohat kamaal ke they,Aaj woh de raha hai darss-e-wafaa,Saarey qisse mere zawaal ke the...

Tasleem karte hain humain fursat nahi milti..

Hum tasleem karte hain humain fursat nahi milti,Magar jab yaad karte hain zamana bhool jate hai...

Gile shikwe mittaa kar muskurao, eid ka din hai..

Gile shikwe mittaa kar muskurao, eid ka din hai,Purani ranjishon ko bhool jao, eid ka din ha...

Qasam hai apni ankhon ki, hamari eid ho jaye..

Tumhare chaand se chehre ki agar deed ho jaye,Qasam hai apni ankhon ki, hamari eid ho jay...

Us ki mehki hui yaadon ki sadaa jaag uthi..

Us ki mehki hui yaadon ki sadaa jaag uthi,Door ufaq per jo nazar aya eid ka chaan...

Mehboob ne vaada kiya hai paanchve din ka..

Mere mehboob ne vaada kiya hai paanchve din ka,Kisi se sun liya hoga duniya chaar din ki ha...

Saturday, 4 October 2014

Aye gham-e-zindagi na ho naraaz..

Aye gham-e-zindagi na ho naraaz,Mujhe ko aadat hai muskuraane k...

Dekha eid ka chaand to maangi yeh dua rab se..

Dekha eid ka chaand to maangi yeh dua rab se,Dede tera saath eid ka tohfaa samajh k...

Main hoon tera khayal hai chand raat hai..

Main hoon tera khayal hai chand raat hai,Dil dard se niddhaal hai aur chand raat hai,Eid aayi hai magar dil bechaini se bhara hai,Teri be’dardiyon ka kamaal hai aur chand raat h...

Ab dil main hosla, na sakat bazuon mein thi..

Ab dil main hosla, na sakat bazuon mein thi,Ab ke muqaable pe mere yaar aa gay...
Bichrra to dard rooh ki gehraayion mein tha,Ho ke juda abhi to meri tanhaayion mein th...

Friday, 3 October 2014

Des mein nikla hoga kahin eid ka chaand..

Des mein nikla hoga kahin eid ka chaand,Pardes mein ankhen kayi namm hon g...

Ghamon se ulajh kar jeena meri fitrat hai..

Ghamon se ulajh kar muskurana meri fitrat hai,Mujhe nakamiyon per asshk bahana nahi at...

Yeh tootna jurrna bohat takleef deta hai..

Audio Poetry Mujhe na saans ati hai,Na mera damm nikalta hai,Magar yeh beech ka aalam,Bohat takleef deta hai,Mujhe andar nigalta hai,Na saahil par pattakta hai,Bikharna yun samandar ka,Bohat takleef deta hai,Jo tum bolo bikhar jayen,Jo tum bolo sanwar jayen,Magar yun tootna jurrna,Bohat takleef deta ha...

Tum ko naraaz hi rehna hai to koyi baat karo.

Tum ko naraaz hi rehna hai to koyi baat karo,Ke chup chaap rehne se mohabbat ka gumaan hota ha...

Thursday, 2 October 2014

Mere lafzon se nikal jaye assar..

Mere lafzon se nikal jaye assar,Koi khawhish jo tere baad karo...

Tum mujhe khaak bhi samjho to koi baat nahin..

Tum mujhe khaak bhi samjho to koi baat nahin,Khaak urrti hai to ankhon mein samaaa jati ha...

Shayed kabhi khuloos ko manzil na mil sake..

Shayed kabhi khuloos ko manzil na mil sake,Wabasta hai mufaad har ik dosti ke saat...

Andheri raahon par sunsaan raston per…

Andheri raahon par sunsaan raston per,Woh aik chaand sa chehra bohat yaad ay...

Chehre badal badal kar mil rahe hain log..

Chehre badal badal kar mil rahe hain log,Itna bura salook meri saadgi ke sat...

Wednesday, 1 October 2014

Kabhi iqraar kar geya kabhi inkaar kar geya..

Kabhi iqraar kar geya kabhi inkaar kar geya,Har baar ik naye azaab se dochaar kar geya,Rasta badal badal kar bhi dekha magar woh shakss,Dil main utar kar woh saari hadhain paar kar gey...

Seekh mojon se ulajh kar jeene ka shaoor.

Seekh mojon se ulajh kar jeene ka shaoor,Sirf saahil se lippat jaana zindagi nah...

Eid pe milne ka vaada tha jis ka..

Eid pe milne ka vaada tha jis ka,chaand ka hamrah us ka rasta dekhoon gi,Koi to aesi bhi eid aa jaye gi,Ujrre dil ko mein bhi basta dekhoon g...